Hindi Gedicht


PoemsSafar Kar Rahaa Hoon Main…….
Koi Hamsafar Hai Nahi……….
Chal Rahaa Hoon In Raahon Par…..
Magar Koi Manzil Hai Nahi…..

Raste Main Gire Hain Phool……
Uthata Hai Koi Koi…………..
Mohabbat Karte Hain Sabhi…….
Nibhata Hai Koi Koi……..

Mujhe Phoonkne Se Pehle……..
Mera Dil Nikaal Lena………
Yeh Kisi Ki Hai Amanat……..
Mere Saath Kahin Jal Na Jaaye……

Door: Nasrin

Pyaar:

Haath deewane ke de allah kuchh aisi qalam ,
Aasman par likh ke jaoon hai unhi se pyaar hai !
Give me a pen so big oh god, before departing –
I’ll write on the sky ” I love her, yes I do !

Raj

Ishq:

Tu ne yeh mashvara suna hai kya ?
Zindagi ishq ke siwaa hai kya !
Have you heard of this advice,
Without love there is no life.

Reacties
  1. arthi
    februari 4, 2008 om 6:38 pm

    zijn leuke gedichten ga zo door . jah doewiiiii 🙂 :-* 😀

Schrijf een reactie

Login/Register access is temporary disabled